Viewing Lyrics for Tere jaisa yaar kahan:
| |
| Track: |
Tere jaisa yaar kahan Play this Song |
|
| Album: | YAARANA Tracks from this Album |
| Artist: | N/A |
| |
| Views: | 656 |
| |
| Lyrics: | Tere jaisa yaar kahan
Kahan aisa yaarana
Yaad karegi duniya
Tera mera afsana
Tere jaisa yaar
kahan
Kahan aisa yaarana
Yaad karegi duniya
Tera mera afsana
Meri zindagi sawaari
Mujhko
gale lagake
Baitha diya falak pe
Mujhe khaat se oothake
Meri zindagi sawaari
Mujhko gale
lagake
Baitha diya falak pe
Mujhe khaat se oothake
Yaara teri yaari ko
Maine to khuda mana
Yaad
karegi duniya
Tera mera afsana
Mere dil ki yeh dua hai
Kabhi door tu na jaaye
Tere bina ho
jeena
Woh din kabhi na aaye
Mere dil ki yeh dua hai
Kabhi door tu na jaaye
Tere bina ho
jeena
Woh din kabhi na aaye
Tere sung jeena yahan
Tere sung mar jaana
Yaad karegi duniya
Tera
mera afsana
Tere jaisa yaar kahan
Kahan aisa yaarana
Yaad karegi duniya
Tera mera afsana |
| |
|
Add to del.icio.us
Digg this
Reddit
|