Viewing Lyrics for Taal pe jab ye zindagaani chali:
| |
| Track: |
Taal pe jab ye zindagaani chali Play this Song |
|
| Album: | REFUGEE Tracks from this Album |
| Artist: | N/A |
| |
| Views: | 1974 |
| |
| Lyrics: | Taal pe jab ye zindagaani chali
Ho taal pe jab ye zindagaani chali
Hum hain deewane
Hum hain
deewane ye kahaani chali
ho ho ho.. aa aa aa...
Taal pe jab ye zindagaani chali
Ho taal pe jab
ye zindagaani chali
Hum hain deewane ye kahaani chali
ho ho ho.. aa aa aa...
Teri nazar ki
dhoop hai jisne mujhko roop diya
Nikhar gayi hoon sanwar gayi hoon jabse pyaar kiya
Teri nazar ki
dhoop hai jisne mujhko roop diya
Nikhar gayi hoon sanwar gayi hoon jabse pyaar kiya
Sach to ye hai
sanam
Hai ye tere karam
Hosh saara ganwaake deewaani chali
Taal pe jab ye zindagaani chali
Ho
taal pe jab ye zindagaani chali
Hum hain deewane ye kahaani chali
ho ho ho.. aa aa aa...
Sach
kehta hoon main jabse thaama hai ye aanchal
Meri duniya mein har pal hai jaise koi halchal
Sach
kehta hoon main jabse thaama hai ye aanchal
Meri duniya mein har pal hai jaise koi halchal
Sapne
sajne lage
Saaz bajne lage
Badla mausam hava jo suhaani chali
Taal pe jab ye zindagaani
chali
Ho taal pe jab ye zindagaani chali
Hum hain deewane ye kahaani chali
ho ho ho.. aa aa aa |
| |
|
Add to del.icio.us
Digg this
Reddit
|