Viewing Lyrics for Suno Gaur Se Duniyawalo:
| |
| Track: |
Suno Gaur Se Duniyawalo Play this Song |
|
| Album: | DUS (OLD) Tracks from this Album |
| Artist: | N/A |
| |
| Views: | 536 |
| |
| Lyrics: | suno gaur se duniyaa waalon buri nazar naa humpe daalo
chaahe jitnaa zor lagaa lo sabse aage honge
hindustaani
suno gaur se duniya ...
hamne kahaa hai tum bhi kaho
hamne kahaa hai jo tum bhi
kaho
aao ham mil jul ke bolen ab to yaara
apnaa jahaan hai sabse pyaara
hamne kahaa hai jo tum
bhi kaho o o
jalte sharaare hain paani ke dhaare hain ham kaate katate nahi
jo vaada karte hain
karke nibhaate hain ham peeche hatate nahi
waqt hai umra hai josh hai aur jaan hai
naa jhuken na
miten desh to apni shaan hai
hamne kahaa hai...
sabke dilon ko mohabbat se baandhe jo ham aaisi
zanjeer hain
uunchi udaane hain uunche iraade hain ham kal ki tasveer hain
jo hamein pyaar de ham
use yaar pyaar de
dosti ke liye zindagi apni vaar de
hamne kahaa hai ... |
| |
|
Add to del.icio.us
Digg this
Reddit
|