| Lyrics: | suno chhoti si gudiyaa ki lambi kahaani-2
jaise taaron ki baat sune raat suhaani
suno chhoti si
gudiya ki kahaani
aai khushiyaan bhi, pyaar ki raahon par
ithalaati hawaaon par
gham ke gaye
baadal,chaand bani paayal
saj ke bahaar aaeen, aur jhoom ke laharaain-2
ho..o...o....o aur jhoom
ke laharaain
hanse aanchal men taare, rrut aai suhaani
suno chhoti si gudiyaa ki lambi
kahaani
jaise taaron se baat kare raat suhaani
suno chhoti si gudiya ki kahaani
(sach hi hue
aakhir, aramaan ke har sapane
gair thi yeh duniyaa aur ban gae sab apane)-2
geet bani aahen aur
khul gaee sab raahein-2
yeh hai jevan ki geeta, aur dil ki zabaani
suno chhoti si gudiyaa ki lambi
kahaani
jaise taaron se baat kare raat suhaani
suno chhoti si gudiya ki kahaani |