Yeh Mumbai nagariya.., main dhoondo dagariya
Dil se boloon, dil se boloon jaan se boloon main
hoon mumbaiya
Yeh mumbai nagariya.., main dhoondo dagariya -2
Charon taraf kuch na aaye mujhko
nazariya
Dil se boloon, dil se boloon jaan se boloon main hoon mumbaiya
Yeh mumbai nagariya..,
main dhoondo dagariya
Borivali, andheri, lower parel
Note, sikkey, rupiyon ka hai yahan
khel
Javani ke mele yahaan hote hain sale
Jisey chahe jahaan chahe mil jaaye khel
Dil se boloon,
dil se boloon jaan se boloon main hoon mumbaiya
Yeh mumbai nagariya.., main dhoondo
dagariya
Jidhar dekhoon nazar aaye log pareshaan
Aata roti dal chaawal ka hai imtehaan
Platform
logon ke bane hai makaan
Bhookh pyaas daud dhoop iske nishaan
Dil se boloon, dil se boloon jaan se
boloon main hoon mumbaiya
Yeh mumbai nagariya.. main dhoondo dagariya
Jise poocho kahein woh to
main hoon insaan
Tu hai insaan to hoon main bhi hairaan
Kaam yahan dugna hai daam anjaan
Mein
kahin aur nahin yeh hai Hindustan
Dil se boloon, dil se boloon jaan se boloon main hoon
mumbaiya
Yeh mumbai nagariya.., main dhoondo dagariya -2
Charon taraf kuch na aaye mujhko
nazariya
Dil se boloon, dil se boloon jaan se boloon main hoon mumbaiya
Yeh mumbai nagariya..,
main dhoondo dagariya