| Lyrics: | aur kya kahe yeh dil tumhaara hai - 3
tumse pritam neha lagaake, tumse pritam
tumse pritam, tumse
pritam neha lagaake
tumse pritam neha lagaake - 2
jag mera ujiyaara hai - 3
aur kya kahe dil
tumhaara hai
aur kya kahe yeh dil tumhaara hai
saathi maine tujhko hi maana
saathi maine,
saathi maine tujhko hi maana, saathi maine....
saathi maine tujhko hi maana - 3
tera hi naam
pukaara hai - 3
aur kya kahe yeh dil tumhaara hai - 2
janam janam mein saath nibhaana - 2, janam
janam mein.....
janam janam mein saath nibhaana - 3
tera hi toh sahaara hai - 3
aur kya kahe yeh
dil tumhaara hai - 3 |