Ye haseen vaadiyaan ye khula aasmaan
Aa gaye hum kahan ay mere saajna
In bahaaron mein dil ki kali
khil gayi
Mujhko tum jo mile har khushi mil gayi
Tere honthon pe hain husn ki bijliyaan
Tere
gaalon pe hain zulf ki badliyaan
Tere baalon ki khushboo se mehke chaman
Sangmarmar ke jaisa ye
tera badan
Meri jaanejaan ye hai teri chaandni
Chhed do tum aaj koi pyaar ki raagini
Ye haseen
vaadiyaan ye khula aasmaan
Aa gaye hum kahan ay mere saajna
Ye bandhan hai pyaar ka dekho toote
na sajni
Ye janmon ka saath hai dekho chhoote na sajna
Tere aanchal ki chhaaon ke tale meri manzil
mujhe mil gayi
Teri palkhon ki chaaon ke tale mohaabat mujhe mil gayi
Ye haseen vaadiyaan ye
khula aasmaan
Aa gaye hum kahan ay mere saajna
In bahaaron mein dil ki kali khil gayi
Mujhko tum
jo mile har khushi mil gayi
Ye haseen vaadiyaan ye khula aasmaan
Aa gaye hum kahan ay mere
saajna
Jee karta hai saajna dil mein tumko bitha loon
Aa masti ki raat mein apna tumko bana
loon
Uthne lage hain toofan kya meer seene mein ay sanam
Tumhein chaahoonga dilon jaan se meri
jaanejaan teri kasam
Ye haseen vaadiyaan ye khula aasmaan
Aa gaye hum kahan ay mere saajna
In
bahaaron mein dil ki kali khil gayi
Mujhko tum jo mile har khushi mil gayi
Meri jaanejaan ye
hai teri chaandni
Chhed do tum aaj koi pyaar ki raagini
Ye haseen vaadiyaan ye khula aasmaan
Aa
gaye hum kahan ay mere saajna
Ye haseen vaadiyaan ye khula aasmaan
Aa gaye hum kahan ay mere
saajna