tumhi dekho na yeh kya ho gaya
tumhara hoon main aur tum meri
main hairaan hoon tumhen kya
kahu
ke din mein hui kaisi chaandani
jaagi jaagi si hai phir bhi khwaabon mein hai
khoyi khoyi
zindagi
tumhi dekho na yeh kya ho gaya
tumhara hoon main aur tum meri
behke behke se mann
mehke mehke se tann
ujli ujli fizzaon mein hai
aaj ham hai jahaan
kitni ranginiyan
chhalki
chhalki nigaahon mein hai
neeli neeli ghataaon se hai chhan rahi
halki halki roshni
tumhi dekho
na yeh kya ho gaya
tumhara hoon main aur tum meri
main hairaan hoon tumhen kya kahu
ke din mein
hui kaisi chaandani
main toh anjaan thi yun bhi hoga kabhi
pyar barsega yun toot ke
sach yeh
ikraar hai sach yahi pyar hai
baaki bandhan hai sab jhuth ke
meri saanson mein hai ghul rahi pyar
ki
dheemi dheemi raagini
tumhi dekho na yeh kya ho gaya
tumhara hoon main aur tum meri
main
hairaan hoon tumhen kya kahu
ke din mein hui kaisi chaandani
jaagi jaagi si hai phir bhi khwaabon
mein hai
khoyi khoyi zindagi
tumhi dekho na yeh kya ho gaya
tumhara hoon main aur tum meri
yeh
din mein hui kaisi chaandani