| Lyrics: | preet lagaa ke mein ne yeh phal paayaa
sud budh khoyi, chain gawanyaa
tum ne mujh se pyaar kiyaa
thaa
ulfat kaa iqaraar kiyaa thaa
apnaa banaa ke pahele ye bisaraayaa
preet kaa waa daa khub
nibhaayaa
aa ke jo dekhen tu dukh mere
kyaa na bahenge aansoo tere
dukh de mujh ko, tune kyaa
sukh paayaa
tujh ko bedardi reham na aayaa
ek jhalak phir se dikhlaa de
khwaab mein aa kar
itnaa bataa de
jyot bujhaa kar in nayanon ki
kis ke man kaa deep jalaaya
preet lagaa ke mein ne
yeh phal paayaa
sud budh khoyi, chain gawanyaa
Posted By: Purnima |