| Lyrics: | fir miloge kabhee is baat kaa waadaa kar lo
hum se yek aaur mulaakaat kaa waadaa kar lo
dil kee
har baat adhooree hain adhooree hain abhee
apanee yek aaur mulaakaat jaruree hain abhee
chand
lamahon ke liye, saath kaa waadaa kar lo
aap kyo dil kaa haseen raaj muze dete hai
kyo nayaa
nagmaa, nayaa saaj muze dete hai
mai to hoo doobee huyee, pyaar ke tufaanon mein
aap saaheel se
hee aawaaj muze dete hai
kal bhee honge yahee jajabaat ye waadaa kar lo |