o
( taare khile aayi raat
teri meri baat
ye duniya jaane na jaane na jaane na ) -2
taare
khile aayi raat
( meri duniya ke in chaand-taaron mein aa
o bahaaron mein aa
in nazaaron mein
aa ) -2
o mausam nashe mein choor
nikal chalen duur
ye duniya jaane na jaane na jaane na
taare khile aayi raat
teri meri baat
ye duniya jaane na jaane na jaane na
taare khile aayi
raat
( a mere daastaan ban ke aa
armaan ban ke aa
meri jaan ban ke aa ) -2
aankhon se dil
ki ho baat
guzar jaaye raat
ye duniya jaane na jaane na jaane na
taare khile aayi raat
teri
meri baat
ye duniya jaane na jaane na jaane na
taare khile aayi raat