Papa kehte hain bada naam karega
Beta hamara aisa kaam karega
Magar yeh to koi na jaane
Ki meri
manzil hai kahan
Papa kehte hain bada naam karega
Beta hamara aisa kaam karega
Magar yeh to
koi na jaane
Ki meri manzil hai kahan
Papa kehte hain bada naam karega
Baithe hain milke sab
yaar apne
Sabke dilon mein armaan yeh hai
Baithe hain milke sab yaar apne
Sabke dilon mein armaan
yeh hai
Wo zindagi mein kal kya banega
Har ek nazar ka sapna yeh hai
Koi engineer ka kaam
karega
Business mein koi apna naam karega
Magar yeh to koi na jaane
Ki meri manzil hai
kahan
Papa kehte hain bada naam karega
Mera to sapna hai ek chehra
Dekhe jo usko jhoome
bahar
Mera to sapna hai ek chehra
Dekhe jo usko jhoome bahar
Gaalon mein khilti kaliyon ka
mausam
Aankhon mein jaadu honthon mein pyaar
Banda ye khoobsurat kaam karega
Dil ki duniya mein
apna naam karega
Meri nazar se dekho to yaaron
Ki meri manzil hai kahan
Papa kehte hain bada naam
karega