|
|
Viewing Lyrics for Na Jane Kyun:
| |
| Track: |
Na Jane Kyun Play this Song |
|
| Album: | DHAANI [ALBUM] Tracks from this Album | | Artist: | N/A | | | | Views: | 147 | | | | Lyrics: | Dekho kaise parbat se baadal gaye
Barsenge yeh ab kahan
Dekho kaise phoolon se khushbu
gayi
Mahkegi yeh ab kahan
Sukh ban gaye sapne
Sab kho gaye apne
Dil bhujh gaya, ghar jal
gaya
Na jaane kyoon, na jaane kyoon
Yaadon ka phir aanchal uda
Na jaane kyoon, na jaane kyoon
-2
Dekho kaise haathon se jugnu gaye
Chamkenge yeh ab kahan
Kyoon so gayi shaamein
Kat na saki
raatein
Dil bhujh gaya, ghar jal gaya
Na jaane kyon, na jaane kyon
Yaadon ka phir aanchal uda
Na
jaane kyun, na jaane kyun -3
Dekho kaise parbat se baadal gaye
Barsenge yeh ab kahan
Dekho
kaise phoolon se khushbu gayi
Mahkegi yeh ab kahan | | | |
Add to del.icio.us
Digg this
Reddit
| |
More DHAANI [ALBUM] Lyrics:
|
|
|