Hey..heyheyhey
Hey..heyheyhey-2
Saiyaanji baiyaan chudaake nahin jaana
Hey..heyheyhey
Aana ji aana sang thhumka lagaana
Hey..heyheyhey
Saiyaanji baiyaan chuddake nahin
jaana
Aana ji aana sang thhumka lagaana
Main toh abhi na ghar jaaungi
Khud naachungi tumko
nachaaungi
Hey..heyheyhey-2
Hey..heyheyhey-2
Maane na maane mera dil nahin maane
Nahin
hai bas mein nahin hai meri jaan
Jaane na jaane mera dard nahin jaane
Lagta hai leke rahega meri
jaan
Aise na tadpaao kar na bahaana
Saiyaanji, saiyaanji
Saiyaanji baiyaan chudaake nahin
jaana
Hey..heyheyhey
Aana ji aana sang thhumka lagaana
Hey..heyheyhey
Kya ho gaya hai
aise khoye khoye kyun ho
Nazrein yahaan hai nishaana hai kahaan?
Jaagi huwi mehfil mein soye soye
kyun ho
Aajaao baahon mein aajaao na
Na door jaana na, hamko sataana na
Saiyaanji, saiyaanji
Saiyaanji baiyaan chudaake nahin jaana
Hey..heyheyhey
Aana ji aana sang thhumka lagaana
Hey..heyheyhey
Main toh abhi na ghar jaaungi
Khud naachungi tumko nachaaungi
Hey..heyheyhey-2