Viewing Lyrics for Aaye Yaad Teri Aaye:
| |
| Track: |
Aaye Yaad Teri Aaye Play this Song |
|
| Album: | UGLY AUR PAGLI Tracks from this Album |
| Artist: | N/A |
| |
| Views: | 220 |
| |
| Lyrics: | Ek Pal Mein Kya Se Kya Hua Jadoo Sa Kya Chala
Tujh Se Juda Hua Tho Aaj Khud Se Juda Hua
Ek Pal
Mein Kya Se Kya Hua Jadoo Sa Kya Chala
Tujh Se Juda Hua Tho Aaj Khud Se Juda Hua..
Aaye Yaad Teri
Aaye..Oooo..Jaaye Jaan Bhi Na Jaaye
Aaye Yaad Teri Aaye..Oooo..Jaaye Jaan Bhi Na Jaaye
Suna Suna
Sa Hai Mausam Ojhal Si Shyam Hai
Tanhan Tanhan Sa Har Rastha Tanhan Makaam Hai
Gum Sum Gum Sum Si
Lagthi Hai Aayi Hai Jo Hawa
Chupke Chupke Sab Se Chupke Rotha Hai Aasmaan
Bejaan Dhadkane Meri
Aankhon Mein Hai Dua
Tujh Se Juda Hua Tho Aaj Khud Se Juda Hua..
Aaye Yaad Teri Aaye...Jaaye Jaan
Bhi Na Jaaye
[ Aaye Yaad Teri Aaye Song ]
Kisne Socha Tha Aisa Bhi Aayega Ek Din
Khaali
Khaali Honge Har Palchin Tere Bin
Bechaini Hai Bethaabi Hai Dil Hai Bhuja Bhuja
Maara Maara
Dewaano Sa Phirtha Yahan Wahan
Saansein Ruki Ruki Meri Khamosh Hai Sadha
Tujh Se Juda Hua Tho Aaj
Khud Se Juda Hua..
Aaye Yaad Teri Aaye...Jaaye Jaan Bhi Na Jaaye
Ek Pal Mein Kya Se Kya Hua
Jadoo Sa Kya Chala
Tujh Se Juda Hua Tho Aaj Khud Se Juda Hua..
Aaye Yaad Teri Aaye...Jaaye Jaan
Bhi Na Jaaye
[ Aaye Yaad Teri Aaye Song ] |
| |
|
Add to del.icio.us
Digg this
Reddit
|