Hm hm hm hm hm hm hm.. -2
Main hoon pyaar ka musafir
Dil khush hai aaj mera
Jahan mile
mohabbat
Vaheen mera basera
Mujhko mile safar mein
Kuch dhoop kuch savera
Yeh aarzoo hai
paaoon
Kuch chaoon kuch savera
Manzillein meri, door hain kahin
Lagta nahin dil mera yahan
Mujhe
jaane do wahan
Hm hm hm hm hm hm hm.. -2
Jahan hota ho savera
Kile un mile dil tera
Na ho
gum na darr kisi ka
Aur saathi hoga mera
Aisi hi khushi, mille har kahin
Sambhaley kadam mere
yahan
Mujhe jaane do vahaan
Hm hm hm hm hm hm hm.. -2
Mujh ko to yeh yakeen hai
Manzil meri
kareeb hai
Jo dhoondhe mera dil
Aas paas yahin kahin hai
Chaahatein meri, poori ho gayi
Mil gaya
mujhe woh aashiyaan
Mujhe jaane do vahaan
Hm hm hm hm hm hm hm.. -2