pyaar kay saagar se nikli mooti kay badley raet
ab pechtaye kiya hoey jab churiyan chuk gayin
khaet
hoo oo oo oo
ik jhoot hay
ik jhoot hay jiska duniya ney rakha hay muhabbat naam
arey
rakha hay muhabbat naam
dhooka hay jisse kehtey hein wafa bas dekh liya anjaam
are bas dekh liya
anjaam
pani si nazar pather sa jigar bedard tujhey pehchan gaye(2)
hum pyaar ki nagari mein
aakey dastoor yehan kay jaan gaye
milti hay khoushi
milti hay khoushi dam bhar kay liye rooney ko
subho shaam
rooney ko subho shaam haye bas dekh liya
bas dekh liya anjaam
na pooch hua jo haal
mera ik nazar kay dhookey se (2)
jaise koi jalta deep bujhey ik teez hawa kay jhoonkey se
dil deke
hamein
dil deke hamein kuch bhi na mila beekar huye badnaam
bekaar huye badnaam haye bas dekh
liya
bas dekh liya anjaam