pehli nazar mein hamne to apna
dil de diya tha tumko
par tumne der lagaai
ruk-ruk ke baat
badhaai
dekha tumhen to hamne
sabse nazar utha li
khone ki cheez kho li
paane ki cheez paa
li
ho, o seedhe na sahi
ghoom ke sahi mil to gaye hain
la la la la la ...
pehli nazar mein
hamne ...
hamne tumhaari khaatir
kya-kya kiye bahaane
ho, o asaan nahi mohabbat
ab to ye
baat maani
ho, o chhoda nahi dam
jaise bhi ho ham mil to gaye hain
la la la la la
pehli
nazar mein hamne ...
likha tha aasmaan par
yoon hi ye khel hona
pehle nazar ulajhana
phir
dil ka mel hona
ho, o chhodo ye gile
jaise bhi mile ... mil to gaye hain
la la la la la ...
pehli nazar mein hamne ...