Viewing Lyrics for Maula - Yahaan Bhi Tu:
| |
| Track: |
Maula - Yahaan Bhi Tu Play this Song |
|
| Album: | WITH LUV TUMHARA Tracks from this Album |
| Artist: | N/A |
| |
| Views: | 106 |
| |
| Lyrics: | yahaan bhi tu wahaan bhi tu zameen teri falak tera
kahi hamne pata paaya naa hargis aajtak
tera
maula ...
patta sukha daal daal par patjhad aandhi sab haare
ek samay jo chaanv tha deta
aaj wohi kyon tarsaaye
patta sukha daal daal par patjhad aandhi sab haare
ek samay jo chaanv tha
deta aaj wohi kyon tarsaaye
maula
maula
yeh kaun jaane kal kiya kya maula jo maalik woh kya
karega
kise bigaade kise sanwaare kise lutaawe kise bharega
kisike darr kaunsa jiyega kisike bhar
kaunsa uthega
kisiko hargiz khabar nahi hai ke kya kiya aur woh kya karega
maula ve...
maula -
2
ho ho ek hai saagar ek hai nadiya ek hai aansu ka qatra
lekin iss qatre ke andar nadiya saagar
sab behta
ho ho ek hai saagar ek hai nadiya ek hai aansu ka qatra
lekin iss qatre ke andar nadiya
saagar sab behta
maula... |
| |
|
Add to del.icio.us
Digg this
Reddit
|