Hindi Lyrics Home
Hindi Songs
English Songs


  BROWSE ALBUMS:

ABCDE
FGHIJ
KLNMO
PQRST
UVWXY
Z


SEARCH LYRICS:




Find:


SITE STATS:




- 9,328 lyrics
- 2,066 artists

Viewing Lyrics for Ganga Meri:

Track:Ganga Meri
No album artwork found
Album:TUMSE ACHHA KAUN HAI
Artist:Mohammad Rafi
 
Rating:1 stars     
Views:264
 
Lyrics:na main sindhi, na main marathi, na main hoon gujarati na to hai ek bhasha meri, na meri ek
jaati aaa aaa ganga meri maa ka naam, baap ka naam himala (2) ab tum khud hi faisla kar lo,
main kiss zube wala ganga meri maa ka naam, baap ka naam himala ab tum khud hi faisla kar lo,
main kiss zube wala ganga meri maa ka naam, baap ka naam himala jiss dharti ka main beta hoon
uss ke mausam chaar (2) garmi sardi patjhad aur ableli ritu bahaar jahaan savera jahaan savera
gaata aaye raat bajhaaye sitaar, raat bajhaaye sitaar ganga meri maa ka naam, baap ka naam
himala ab tum khud hi faisla kar lo, main kiss zube wala ganga meri maa ka naam, baap ka naam
himala main woh panchhi jiss ki nisdin laakhon kos udaan (2) uttar dakkhin purab paschim goonje
meri taan ek shaal hai ek shaal hai mera jiss ka naam hai hindustan, naam hai hindustan ganga
meri maa ka naam, baap ka naam himala ab tum khud hi faisla kar lo, main kiss zube wala ganga meri
maa ka naam, baap ka naam himala bangla praant mein jaau to main karoon kalaa se preet
aaaa bangla praant mein jaau to main karoon kalaa se preet jab aau punjab to bhangde ka ban
jaau meet dakkhin jaa kar dakkhan jaa kar seekha maine karnaatak sangeet, karnaatak sangeet
ganga meri maa ka naam, baap ka naam himala ab tum khud hi faisla kar lo, main kiss zube
wala ganga meri maa ka naam, baap ka naam himala main madrasi main gujarati main ek rajasthani
(2) bada puraana ek marathi naya naya haryani main kuch bhi hoon main kuch bhi hoon lekin sab se
pehle hindustani, pehle hindustani ganga meri maa ka naam, baap ka naam himala ab tum khud hi
faisla kar lo, main kiss zube wala ganga meri maa ka naam, baap ka naam himala
 
 Add to del.icio.us    Digg this    Reddit


More TUMSE ACHHA KAUN HAI Lyrics:

1.   Kisko Pyar Karun
2.   Ganga Meri
3.   kabhi hum ne nahin socha tha
4.   Janam Janam Kaa Saath Hai