Lyrics Home
Hindi Songs
English Songs

  BROWSE ALBUMS:

ABCDE
FGHIJ
KLNMO
PQRST
UVWXY
Z

SEARCH LYRICS:

Find:

Viewing Lyrics for Ek Tu Hi Bharosa:

Track: Ek Tu Hi Bharosa
No album artwork found
Album:PUKAR
Artist:N/A
 
Rating:not yet rated     
Views:676
 
Lyrics:--FEMALE-- Aa jaa ke kab milke rab se dua maange Jeevan mein sukoon chaahe, chaahat mein vafa
maange Haalaat badalne main ab der na ho maalik Jo de chuke phir yeh andher na ho
maalik --CHORUS-- Ek tu hi bharosa, ek tu hi sahaara Is tere jahan mein nahin koi
hamaara (Eeshwar ya allah, yeh pukaar sun le Eeshwar ya allah hai daata) - 2 --FEMALE-- Ek tu
hi bharosa, ek tu hi sahaara Is tere jahan mein nahin koi hamaara (Eeshwar ya allah, yeh pukaar
sun le Eeshwar ya allah hai daata) - 2 Humse na dekha jaaye barbaadiyon ka sama Ujdi hui banti
mein yeh tadap rahe insaan --CHORUS-- Humse na dekha jaaye barbaadiyon ka sama Ujdi hui banti
mein yeh tadap rahe insaan --FEMALE-- Nanhe jismon ke tukde liye khadi hai ek maa Baarood ke
dhuen mein tu hi bol jaaye kahan --CHORUS-- Ek tu hi bharosa --FEMALE-- Ek tu hi
sahaara --CHORUS-- Is tere jahan mein --FEMALE-- Nahin koi hamaara --CHORUS-- Eeshwar ya
allah, yeh pukaar sun le Eeshwar ya allah hai daata --FEMALE-- Eeshwar ya allah, yeh pukaar sun
le Eeshwar ya allah hai daata Naadaan hain hum to maalik, kyoon di hamein yeh saza Yahan hai
sabhi ke dil mein nafrat ka zaher bhara --CHORUS-- Naadaan hain hum to maalik, kyoon di hamein
yeh saza Yahan hai sabhi ke dil mein nafrat ka zaher bhara --FEMALE-- Inhe phir se yaad dila de
sabak vohi pyaar ka Ban jaaye gulshan phir se kaanton bhari duniya Ek tu hi bharosa, ek tu hi
sahaara Is tere jahan mein nahin koi hamaara Eeshwar ya allah, yeh pukaar sun le Eeshwar ya allah
hai daata --CHORUS-- Eeshwar ya allah, yeh pukaar sun le Eeshwar ya allah hai
daata --FEMALE-- (Meri pukaar sun le) --CHORUS-- Eeshwar ya allah, yeh pukaar sun
le Eeshwar ya allah hai daata --FEMALE-- (Hey eeshwar ya allah) --CHORUS-- (Eeshwar ya
allah, yeh pukaar sun le Eeshwar ya allah hai daata) - 3 --FEMALE-- (Meri pukaar sun le, meri
pukaar sun le, meri pukaar sun le)
 
 Add to del.icio.us    Digg this    Reddit


More PUKAR Lyrics:

1.   Ek Tu Hi Bharosa
2.   Que Sara Sara
3.   Sunta Hai Mera Khuda
4.   Kismat Se Tum Humko
5.   Hamraahi Jab Ho Mastaana