| Lyrics: | Tannn tannn....
Sabne suna re...
Danka bole dhum dhum,
Jago jago ab tum,
Neend me ho kyu tum,
oooo...
Jago re jago, jagoooo reeee....
Jagi jagi hai nadiyaan,
Jaga jaga hai sagar,
jagoooo...
((Mangal Mangal)*3 hooo)*4
Dekho dekho samay kya dikhaay,
Dekh kar bhi na biswaas
aay,
Koi duniya se ab jaa raha hai,
Kitne gaurav-se sar ko uthaay,
Dhanya hai bhaag har us mata
ke,
Jo aisa beta paay,
Jo needar hai,
Woh amar hai,
Jaan jaati agar hai to jaay,
((Mangal
Mangal)*3 hooo)*4
Aisi dhaj se chala hai ye baagi,
Jo bhi dekhe woh sis nibhaay,
Apne aankhon me
aaj bhi woh,
Apni dharti ke sapne basaay,
(Faasi to lagti hai sirf tan-ko,
Kaun sapno ko faasi
lagaay)*2,
Jyot phir bhi nahi buujh sakegi,
Deep chahe de koi bujhaay,
{HALLA BOL....]
((Mangal
Mangal)*3 hooo)*2
Jage nagar saare,
Jaage hai ghar saare,
Jaga hai ab har gaon,
Jagi hai baagiya
to,
Jage hai ped aur,
Jagi hai pedon-ki chaaw,
((Mangal Mangal)*3 hooo)*4
Posted By :
Wolverine |