| Lyrics: | Aashiyana.....
Aashiyana.....
Aashiyana.....
Mujhko Hai Mila Meri Manjil Ka Nishan
Kyun Abb Ho
Gila Koyi Abb Na Hai Gumaan
(Thodi Si Mehaki Si, Thodi Si Behaki Si Meri Jindagaani) -
2
(Aashiyana Mera Hai Yahaan, Mera Jamaana Mera Hai Jahaan
Abb (Mujhe Fursat Hai Kahaan) - 2) -
2
Aashiyana.....
[ Aashiyana Song ]
Roko Na Mujhe, Koyi Toko Na Mujhe
Dheere Dheere Haule
Haule Khona Hosh Hai
Khushbu Iss Kadar, Mujhe Abb Kahaan Hai Sabar
Dheere Dheere Haule Haule Dil
Madhosh Hai
(Thodi Si Mehaki Si, Thodi Si Behaki Si Meri Jindagaani..) - 2
(Aashiyana Mera Hai
Yahaan, Mera Jamaana Mera Hai Jahaan
Abb (Mujhe Fursat Hai Kahaan) - 2) - 2
Puri Ho Gayi, Meri
Arji Khwaab Ki
Halke Halke Chhalake Chhalake Hai Sab Jaam Bhi
Ho Ho Khushoyon Ne Abhi, Ki Hai
Mujhase Dosti..
Halki Halki Chhalaki Chhalaki Hai Kuchh Shaam Bhi
(Hoo Thodi Si Mehaki Si, Thodi
Si Behaki Si, Meri Jindagaani) - 2
(Aashiyana Mera Hai Yahaan, Mera Jamaana Mera Hai Jahaan
Abb
(Mujhe Fursat Hai Kahaan) - 2) - 2
Aashiyana.....
[ Aashiyana Song ] |