Viewing Lyrics for Aashiq Hoon:
| |
| Track: |
Aashiq Hoon Play this Song |
|
| Album: | KYA YEHI PYAAR HAI Tracks from this Album |
| Artist: | N/A |
| |
| Views: | 156 |
| |
| Lyrics: | Boom Boom Boom Boom Boom Boom
Aashiq Hai Pagal Hai Kehne Se Darta Hai
Aashiq Hai Pagal Hai Kehne
Se Darta Hai
Aata Nahin Pyaar Jataana Pyar Yeh Kaisa Karta Hai
Are Mujhko Sambhaalo Yaaro Mujhko
Bachalo Yaaro
Main To Gaya Kaam Se
Kaise Main Bataaon Use Kya Samjaaon Use
Main To Gaya Kaam
Se
Deewana Mujhe Kehta Hai Saara Zamana
Deewana Mujhe Kehta Hai Saara Zamana
Boom Boom Boom Boom
Boom Boom
Aashiq Hoon Pagal Hoon Kehne Se Darta Hoon
Yeh Sachch Hai Phir Bhi Main Pyaar Kisi Se
Karta Hoon
Boom Boom Boom Boom Boom Boom
Rehti Hai Aankhon Mein Lekin Meri Baahon Mein Aati
Nahin
Aati Hai Sapno Mein Par Woh Dil Ki Raahon Mein Aati Nahin
Are Badi Majboori Hai Milna
Zaroori Hai Darta Hoon Anjaam Se
Kaise Main Bataaon Use Kya Samjaaon Use
Main To Gaya Kaam
Se
Deewana Mujhe Kehta Hai Saara Zamana
Deewana Mujhe Kehta Hai Saara Zamana
Boom Boom Boom Boom
Boom Boom
Aashiq Hoon Pagal Hoon Kehne Se Darta Hoon
Yeh Sachch Hai Phir Bhi Main Pyaar Kisi Se
Karta Hoon
Aye Porgi Ikde Ye Kutte Sahali Ikde Ye
Nakra Tu So Kare Che
Oh Dil Mera Bole Saath
Mere Holle
Jaati Hai Bach Ke Kahan
Boom Boom Boom Boom Boom Boom
Ek Din Yeh Hona Hai Apna Yeh
Jaadoo Uspe Bhi Chal Jaayega
Dil Mera Kehta Hai Dil Uska Bhi Ek Din Pigal Jaayega
Are Mere
Khayalon Mein Mere Hi Khwaabon Mein Rehti Hai Aaram Se
Kaise Main Bataaon Use Kya Samjaaon Use
Main To Gaya Kaam Se
Deewana Mujhe Kehta Hai Saara Zamana
Deewana Mujhe Kehta Hai Saara
Zamana
Boom Boom Boom Boom Boom Boom
Aashiq Hoon Pagal Hoon Kehne Se Darta Hoon
Yeh Sachch Hai
Phir Bhi Main Pyaar Kisi Se Karta Hoon
Deewana Isse Kehta Hai Saara Zamana
Deewana Mujhe Kehta
Hai Saara Zamana |
| |
|
Add to del.icio.us
Digg this
Reddit
|