Hindi Lyrics Home
Hindi Songs
English Songs


  BROWSE ALBUMS:

ABCDE
FGHIJ
KLNMO
PQRST
UVWXY
Z


SEARCH LYRICS:




Find:


SITE STATS:




- 9,328 lyrics
- 2,066 artists

Viewing Lyrics for Namak Isaq Ka:

Track:Namak Isaq Ka
No album artwork found
Album:OMKARA
Artist:RAKESH P IT RAKHA BHARDWAJ
 
Rating:4 stars     
Views:765
 
Lyrics:Haaaa, chaand nikal gayi ho ji main chaand nikal gayi daiyyo re...... Hmm, bhitar bhitar aag
jare baat karu to sape lage ajji bhitar bhitar aag jare baat karu to sape lage oh main tu chaand
nikal gayo daiyya re Ang pe aise chhaale padee Tez tha jhaunka ka karu Sisi karti, sisi sisi
karti main maru Zabaan pe laga re laga re haaye Zubaan pe laga, zubaan pe laga laga re Namak isaq
ka haaye tere isaq ka zubaan pe laga laga re haaye Namak isaq ka, tere isaq ka (Zubaan pe laga
laga re) -2 Namak isaq ka haaye re tere isaq ka -2 Balam se maanga maanga re, balam se maanga
re balam se maanga maanga re balam se maanga maanga re namak isaq ka tere isaq ka zabaan pe laga
laga re, namak isaq ka haaye re tere isaq ka haan re tere isaq ka..... tere isaq ka.... Sabhi
chhede hai mujhko, sipahiye baake chhamiye haaaann, haan haanji haan Wah wah ji wah wah ji wah
aah Sabhi chhede hai mujhko, sipahiye baake chhammiye Thaadi dene lage hai gali ke baniye
baniye koi to kaudi daudh luta de, kauyi to kaudi Ajji thodi thodi shahad chata de, thodi
thodi Tez tha tadka ka karu sisi karti main maru-2 Raat bhar jaa na re Raat bhar jaana, raat
bhar jaana jaana re Namak isaq ka haaye tere isaq ka zabaan pe laga laga re namak isaq ka
haaye tere isaq ka haan re, tere... hooo, aisi bhukh lagi zaalim ki, hoo aisi paak lagi zaalim
ki ki bansuri jaisi haan ji main aarre jo bhi kaha us chandra bhaan ne phat se ho gayi raazi
main, baansuri jaisi baazi main, phat se ho gayi raazi main haaye kabhi ankhiyon se pina, kabhi
honto se pina -2 kabhi achcha lage marna, kabhi muskil lage jeena karva karvat pyaas lagi
thi arre balam ki aag paas lagi thi (tez tha jhauka ka karu, sisi karti main maru) -2 dali
bhar dala ji dala ji dala ji dala ji dala ji daala ji re dali bhar daala, dali bhar dala daala re
namak isaq ka haaye re, tere isaq ka Zubaan pe laga laga re namak isaq ka haaye re tere isaq
ka.... Balam se maanga maanga re, balam se maanga re balam se maanga maanga re namak isaq ka
haaye re namak isaq ka Posted By: Sweet Gal
 
 Add to del.icio.us    Digg this    Reddit


More OMKARA Lyrics:

1.   Naina Thag Lenge
2.   Omkara Re Omkara
3.   O Saathi Re
4.   Beedi Jalaayile Jigar Se Piya
5.   Namak Isaq Ka
6.   Jag Jaa Ri Gudiya