|
|
Viewing Lyrics for Mahabali Maharudra:
| |
| Track: |
Mahabali Maharudra Play this Song |
|
| Album: | HANUMAN Tracks from this Album | | Artist: | N/A | | | | Views: | 195 | | | | Lyrics: | parakram se gunje tribhuvan dharti patal,dhust bhanjan.
jal sagar kare parajay krandan,trikaal
nirantar lok vandan
mahabali maha rudra maha vajra shoryavaan veer hanuman......
Jai Hanuman Gyan
Guna Sagar
Jai Kipis Tihun Lok Ujgaar
Ramdoot Atulit Bal Dhamaa,
Anjani Putra Pavansut
naamaa.
parakram se gunje tribhuvan dharti patal,dhust bhanjan.
jal sagar kare parajay
krandan,trikaal nirantar lok vandan
mahabali maha rudra maha vajra shoryavaan veer
hanuman......
chehre se chalakti namrata ankho mein shant chit ki chaya
tum terenani
terena
chehre se chalakti namrata ankho mein shant chit ki chaya
uper hai subha ki lali disha
sindhu aur lipi kaya
mahabali maha rudra maha vajra shoryavaan veer hanuman ......
(ni sa ga ga
re sa ni).......
Mahebeer Bikram Bajrangi,
Kumati Nivaar Sumati Ke Sangi.
Kanchan Baran Biraaj
Subesaa,
Kanan kundal kunchit kesa.
Hath Bajra Aur Dhvaja Birjai,
Kandhe Moonj Janeu
saage.
Shankar Suvna Kesari Nandan,
Tej Pratap Maha Jag Vandan.
vikat samay nikat jo aaye
pratham vahi smaran aa jaye
vikat samay nikat jo aaye pratham vahi smaran aa jaye
har vipda vo dur
kare sankat mochan tabhi kahalaye
mahabali maha rudra maha vajra shoryavaan veer hanuman
(ni sa ga
ga re sa ni).....
shakti ki nayi paribhasha virat vikrami roop anhokha
shakti ki nayi
paribhasha virat vikrami roop anhokha
laye uthaye dhrongiri aur jag dekhegi rajagiri ???
mahabali
maha rudra maha vajra shoryavaan veer hanuman ......
parakram se gunje tribhuvan dharti
patal,dhust bhanjan.
jal sagar kare parajay krandan,trikaal nirantar lok vandan
Posted By :
Thaker Piyush | | | |
Add to del.icio.us
Digg this
Reddit
| |
More HANUMAN Lyrics:
|
|
|