Viewing Lyrics for Maan Kare Kya Rang Ruup Ka:
| |
| Track: |
Maan Kare Kya Rang Ruup Ka Play this Song |
|
| Album: | KAVI Tracks from this Album |
| Artist: | N/A |
| |
| Views: | 102 |
| |
| Lyrics: | Teri Ik Ik Ada Jhuuti
Vafa Jhuuthi Haya Jhuuti
Chalegi Ai Hasina Kab Talaq
Aakhir Hava
Jhuuti
Maan Kare Kya Rang Ruup Ka
Tu Kaagaz Ka Phuul Hai
Tujh Mein Khushabu Dhuundh Rahi
Hai
Ye Duniyaan Ki Bhuul Hai
Maan Kare Kya Rang Ruup Ka
[ Maan Kare Kya Rang Ruup Ka
]
Tujhe Dekh Ke Laakh Bujha Le
Pyaas Koi Akhiyan Ki
Bina Baas Ka Phuul Banega
Kya Shobha
Bagiyan Ki
Daal Ka Phuul Chadhe Mandir Mein
Tu Raste Ki Dhuul Hai
Maan Kare Kya Rang Ruup
Ka
Bina Jyot Ka Dipak Hai Tu
Bina Tel Ki Baati
Jab Tan Ujala Aur Man Kaala
Phir Kaahe
Itaraati
Shabanam Khud Ko Saagar Samajhe
Ye Shabanam Ki Bhuul Hai
Maan Kare Kya Rang Ruup Ka
[
Maan Kare Kya Rang Ruup Ka ] |
| |
|
Add to del.icio.us
Digg this
Reddit
|