Hindi Lyrics Home
Hindi Songs
English Songs


  BROWSE ALBUMS:

ABCDE
FGHIJ
KLNMO
PQRST
UVWXY
Z


SEARCH LYRICS:




Find:


SITE STATS:




- 9,328 lyrics
- 2,066 artists

Viewing Lyrics for Na Hai Zameen Na Aasman:

Track:Na Hai Zameen Na Aasman
No album artwork found
Album:KHEL - 1992
Artist:Amit Kumar Sadhana Sargam
 
Rating:not yet rated     
Views:120
 
Lyrics:sa: ( na hai zamin, na aasmaan laaye kahaan ho hamko a: baadal nagar hai mera ghar laaya
jahaan hu tumko ) -2 sa: chhodo hansi, baadal mein bhi, koi bhala rahta hai a: a dekh le in
aankhon se, deevaana sach kahta hai sa: na hai zamin, na aasmaan laaye kahaan ho hamko a:
baadal nagar hai mera ghar laaya jahaan hu tumko sa: teri is nagri mein, kaise raste hain en
a: pair sitaaron par rakhkar chalte hain en sa: teri is nagri mein, kaise raste hain en a:
pair sitaaron par rakhkar chalte hain sa: ik taara vo chalta hai jo, de do mujhe vo nagina a: ab
chaand hai bindiya teri, soorat tera aaina sa: na hai zamin, na aasmaan laaye kahaan ho hamko
a: baadal nagar hai mera ghar laaya jahaan hu tumko sa: pyaar ke ye do pal, hamko gheren
hain en a: dhundhle ujaale hain en en, ujle andhere hain en sa: pyaar ke ye do pal, hamko gheren
hain en a: dhundhle ujaale hain, ujle andhere hain sa: ye pyaar ke baadal ghane kal ko pighal
jaayen to a: sun ai hasin ham vo nahin, ik din badal jaayen jo sa: na hai zamin, na aasmaan
laaye kahaan ho hamko a: baadal nagar hai mera ghar laaya jahaan hu tumko sa: chhodo hansi,
baadal mein bhi, koi bhala rahta hai a: a dekh le in aankhon se, deevaana sach kahta hai sa: (
hun hun hun hun a: hun hun ) -2 sa: la la la la la, la-la-la a: ( hun hun hun hun sa: hun
hun ) -2 both: la la la la la, la-la-la Posted By : Arps
 
 Add to del.icio.us    Digg this    Reddit


More KHEL - 1992 Lyrics:

1.   Na Hai Zameen Na Aasman
2.   Khat Likhna Hai Par Sochti hoon
3.   Soone Shaam Savere
4.   Ek Baat Maan Lo Tum
5.   Zindagi Ke Khel Mein