| Lyrics: | Aapne Yaad Dilaaya To Mujhe Yaad Aaya
Aapne Yaad Dilaaya To Mujhe Yaad Aaya
Ke Mere Dil Pe Padha
Tha Koyi Gham Ka Saaya
Aapne Yaad Dilaaya
[ Aapne Yaad Dilaya Song ]
Main Bhi Kya Cheez Hoon
Khaaya Tha, Kabhi Teer Koyi
Dard Ab Jaa Ke Utha, Chot Lage Der Huyi
Tumko Hamdard Jo Paaya, To
Mujhe Yaad Aaya
Ke Mere Dil Pe Padha Tha Koyi Gham Ka Saaya
Aapne Yaad Dilaaya
Main Zameen Par
Hoon Na Samjha, Na Parakhna Chaha
Aasmaan Par Yeh Kadam, Jhoomke Rakhna Chaha
Aaj Jo Sar Ko
Jhukaaya, To Mujhe Yaad Aaya
Ke Mere Dil Pe Padha Tha Koyi Gham Ka Saaya
Aapne Yaad
Dilaaya
Maine Bhi Soch Liya, Saath Nibhaane Ke Liye
Door Tak Aaoungi Main, Tumko Manaane Ke
Liye
Dil Ne Ehsaas Dilaaya, To Mujhe Yaad Aaya
Aapne Yaad Dilaaya, To Mujhe Yaad Aaya
Aapne
Yaad Dilaaya To Mujhe Yaad Aaya
[ Aapne Yaad Dilaya Song ] |