Viewing Lyrics for Laakhon Haseen:
| |
| Track: |
Laakhon Haseen Play this Song |
|
| Album: | MAIN KHILADI TU ANARI Tracks from this Album |
| Artist: | N/A |
| |
| Views: | 105 |
| |
| Lyrics: | --MALE--
La la laa laa laa laa laa laa
--FEMALE--
La la la laa la laa la laa
--MALE--
Bas
aap pehli baar dil mein utar gaye
Laakhon haseen meri nazar se guzar gaye
Bas aap pehli baar dil
mein utar gaye
--FEMALE--
Laakhon jawaan meri nazar se guzar gaye
Bas aap pehli baar dil mein
utar gaye
--MALE--
Laakhon haseen meri nazar se guzar gaye
Tanha tha raat din main aap ke
bina
Har ek pal aap ki dil ko talaash thi
--FEMALE--
Ek roz milenge aap, kehti thi
dhadkanein
Betaab zindagi ko milne ki aas thi
Milne se aap ke hum to nikhar gaye
--MALE--
Bas
aap pehli baar dil mein utar gaye
--FEMALE--
Laakhon jawaan meri nazar se guzar
gaye
--MALE--
Chaahat mein aap ki chhaaya hai voh nasha
Main naam aap ka likhta hoon har
jaga
--FEMALE--
Denge na dil kisi ko, yeh khaayi thi kasam
Dekha jo aap ko to tod di
kasam
Deewana humko aap ek pal mein kar gaye
--MALE--
Bas aap pehli baar dil mein utar gaye |
| |
|
Add to del.icio.us
Digg this
Reddit
|