| Lyrics: | Milte hi aankhein dil huwa diwaana kisika
Milte hi aankhein dil huwa diwaana kisika
Afsaana mera
ban gaya, afsaana kisika
Afsaana mera ban gaya, afsaana kisika
Poochho na mohabbat ka
asar, haay na poochho
haay na poochho
Poochho na mohabbat ka asar, haay na poochho
haay na
poochho
Dam bhara mein koyi ho gaya, parwaana kisika
Dam bhara mein koyi ho gaya, parwaana
kisika
Afsaana mera ban gaya, afsaana kisika
Milte hi aankhein dil huwa diwaana kisika
Hanste hi na aa jaaye kahi, aankho mein aansoo
aankho mein aansoo
Hanste hi na aa jaaye kahi,
aankho mein aansoo
aankho mein aansoo
Bharte hi chhalak jaaye na, paimaana kisika
Bharte hi
chhalak jaaye na, paimaana kisika
Afsaana mera ban gaya, afsaana kisika
Milte hi aankhein dil
huwa diwaana kisika |