Javed:
Haanaahaanhaan haan haan, haan haan
Sunidhi:
Bheegi huwi koyi shaam woh
Mehka huwa
koyi naam woh
Bin baat hi hoti hai nilaam woh
Mash-hoor hai phir bhi badnaam woh
Jaane huwa hai
aaj kya hamein na ham
Jaane kyun ham ko yaad aaye woh
Ab is tarha usko sochta hoon
Guzre huwe woh
pal rokta hoon
Javed:
Woh pal kahin kho gaye hain jo apne
Aur saath bhi ho gaye hain jo
sapne
Jaane huwa hai aaj kya hamein na ham
Jaane kyun ham ko yaad aaye woh
Javed:
Woh roshni
woh aag hai
Ya phir koyi charaag hai
Jisse dheere dheere hai jalna
Jisse is tarha hi hai chalna
Sunidhi:
Kissi mod pe woh aaj bhi qandeel si jalegi
Shaher ki dhoop si bewaqt hi dhhalegi
Javed:
Kyun hamko yaad aaye woh
Sunidhi:
Bheegi huwi koyi shaam woh
Mehka huwa koyi naam
woh
Bin baat hi hoti hai nilaam woh
Mash-hoor hai phir bhi badnaam woh
Both:
Jaane huwa hai
aaj kya hamein na ham
Jaane
Javed:
Kyun ham ko yaad aaye woh...