man panchhi alabela taaron ki nagari mein jaaye
mat pucho kis ki laaye khabariya
man panchhi
alabela
nai nai pahachaan hai uska naam na jaana main ne
main kaise kahuun mera kaun
saanvariya
man panchhi alabela
paanv mere dharati pe meri nazar chaand ko chuume
nazar chaand
ko chuume
paanv mere dharati pe meri nazar chaand ko chuume
mera aanchal udi havaaon mein mera tan
jhuume man jhuume
kaisi ulji nazariya
man panchhi alabela
man panchhi alabelaa
kya jaadu ye
kaisa tona ye to samajh na aaye
ye to samajh na aaye
kya jaadu ye kaisa to na ye to samajh na
aaye
itana jaanu uske dhun pe chuumte? naache gaaye
ye dil? ki guzariya
man panchhi alabela
man
panchhi alabela