Viewing Lyrics for Kahi Janaab Ko Mera Toh Intezaar Nahi:
| |
| Track: |
Kahi Janaab Ko Mera Toh Intezaar Nahi Play this Song |
|
| Album: | AMIR GARIB Tracks from this Album |
| Artist: | N/A |
| |
| Views: | 175 |
| |
| Lyrics: | tha inezaar jiska woh raat aa gayi hain - 2
dulha miya kaha hain baraat aa gayi hain
ulajhe hue
hai saahib uljhan ko dhundhate hain
mehfil mein doston ki dushman ko dhundhate hain
nashe ka
jhonka hai woh nazar ka dhokha hai woh - 2
huzoor (aayega woh jarooor ) aayega woh
magar woh ???
na aansu ka ho yaha
kisi pe kya hai yakeen kahi woh main toh nahi - 2
kutch aitbaar nahi
kahi
janaab ko mera toh intezaar nahi - 2
kisi pe kya hai yakeen kahi woh main toh nahi - 2
kutch
aitbaar nahi
kahi janaab ko mera toh intezaar nahi - 2
nazar udaas hain kyun labon pe pyas hain
kyun - 2
uthaaon jaam piyo usi ke naam piyo
gujarne do yeh ghadi badi hain raat padi - 2
ke thodi
der mein woh kahega aake suno
tumhe karaar nahi
kahi janaab ko mera toh intezaar nahi - 2
yeh
ameer aur gareeb jara se aaye kareeb - 2
toh koi baat bane meri baraat bane
yahi toh soch ke ha
main aa gaya hu yahaan - 2
yeh meri bhool sahi galat asool sahi
main sharmasaar nahi
kahi janaab
ko mera toh intezaar nahi - 2
mera jo haal hai ab kiya hai tumne yeh sab - 2
tumhara kaam hai
yeh ke intekaam hai yeh
diya hai tumne mujhe wahi main dungi tujhe - 2
yahi hai ??? mera
khiza
hai naam mera ke main bahaar nahi
kahi janaab ko mera toh intezaar nahi - 2
kisi pe kya hai yakeen
kahi woh main toh nahi
kutch aitbaar nahi
kahi janaab ko mera toh intezaar nahi - 2 |
| |
|
Add to del.icio.us
Digg this
Reddit
|