Lyrics Home
Hindi Songs
English Songs

  BROWSE ALBUMS:

ABCDE
FGHIJ
KLNMO
PQRST
UVWXY
Z

SEARCH LYRICS:

Find:

Viewing Lyrics for Aankhein Milaaenge Baatein Sunaaenge:

Track: Aankhein Milaaenge Baatein Sunaaenge
No album artwork found
Album:BHANWAR
Artist:N/A
 
Rating:not yet rated     
Views:104
 
Lyrics:aankhein milaaenge baatein sunaaenge palkein bichhaaenge zulfein bikharaaenge phir kisi din aaj
kya karenge ho aaj sirf gaana gaaenge aankhein milaaenge baatein sunaaenge palkein bichhaaenge
zulfein bikharaaenge phir kisi din bhayi aaj kya karenge ho aaj sirf gaana gaaenge gaane ke
liye yahaan aana kya zaruuri tha jaane ke liye ye bahaana kya zaruuri tha achchha maan jaate hain
nahin tadapaate hain ye baat hui na la la la la la la la la mil ke laharaaenge kabhi paas
aaenge kabhi paas aaenge kabhi duur jaaenge phir kisi din oho aaj kya karenge ho aaj sirf gaana
gaaenge pyaar mein gilein shikawein ka mauka deti ho ghar se bula ke raste mein dhokha deti
ho achchha chalothik hai kuchh bhi ho prit hai waada raha na haan waada la la la la la la la
la prit ye nibhaaenge aankhon mein basaaenge tum ko na rulaaenge hasenge hasaaenge phir kisi
din bhayi aaj kya karenge ho aaj sirf gaana gaaenge aankhein milaaenge baatein
sunaaenge palkein bichhaaenge zulfein bikharaaenge phir kisi din to aaj kya karenge aaj sirf
gaana gaaenge
 
 Add to del.icio.us    Digg this    Reddit


More BHANWAR Lyrics:

1.   Rang Le Aayenge Ruup Le Aayenge
2.   Aankhein Milaaenge Baatein Sunaaenge