Patti Patti gulab ho jati har kali meharkhwab ho jati
tune dali na mehfisha nazaren varna shabanam
sharab ho jati
Patti Patti gulab kya hogi har kali meharkhwab ho jati
Jisane laakhon haseen
dekhen ho usaki niyat kharaab kya hoti
La pila de saakiya - 2 paimana paimane ke baad
hosh ki
baate karunga - 2 hosh me aane ke baad
La pila de saakiya
Dil mera lene ki khaatir minnate kya
kya na ki - 2
Kaise nazaren pher li - 2 matlab nikal jaane ke baad
La pilade saakiya - 2 paimana
paimane ke baad
La pilade sakiya
Waqt saari zindaji me dohi guzare hai kathin - 2
ek tere aane
se pahele - 2 ek tere jaane ke baad
La pilade sakiya - 2 paimana paimane ke baad
La pilade
sakiya
Surkh suru hota hai insaan thokare khaane ke baad - 2
rang lati hai heena - 2 patthar pe
pis jane ke baad
La pilade sakiya - 2 paimana paimane ke bad
hosh ki baate karunga - 2 hosh me ane
ke baad
La pilade sakiya - 2 paimana paimane ke baad
La pilade sakiya - 4