Viewing Lyrics for Aankhain Hai Ya Jaame Sharaab:
| |
| Track: |
Aankhain Hai Ya Jaame Sharaab Play this Song |
|
| Album: | HUMNASHIN Tracks from this Album |
| Artist: | N/A |
| |
| Views: | 226 |
| |
| Lyrics: | Aankhain hai ya jaame sharaab dilwaalon ka haal kharaab - 2
Dilwaalon ka haal kharaab - 2
Aankhain
hai ya jaame sharaab dilwaalon ka haal kharaab
Halaka halaka baadal hai jaise usaka aanchal hai -
2
Raat bhi kitani paagal hai dekh rahi hai chaand kaha - 2
Dekh rahi hai chaand kaha - 2
Aankhain
hai ya jaame sharaab dilwaalon ka haal kharaab
Saqi hai tanahai hai dil par masti chayi hai -
2
Tauba kya angdai hai tut na jaaye shakhe gulab - 2
Tut na jaaye shakhe gulab - 2
Aankhain hai
ya jaame sharaab dilwaalon ka haal kharaab
Rut aayi hai pine ki lon bhadaki hai sine ki - 2
Do
hi rahe jine ki ek mohabat ek sharaab - 2
Ek mohabat ek sharaab - 2
Aankhain hai ya jaame sharaab
dilwaalon ka haal kharaab
Dilwaalon ka haal kharaab - 6 |
| |
|
Add to del.icio.us
Digg this
Reddit
|