| Lyrics: | jhoolana dala de
more saiyaan ko bula de, o nanad ji
saawan ki rut aai
jhoolana dala de
more saiyaan ko bula de, o nanad ji
saawan ki rut aai
lo jal barasaane aayeen ghataayen
kaali -2
tum jhoothi boleen, aise mein to boloon ?
o ari o ri nanandiya -2
mera
bikharaa-bikhara baag, nahi ghar maali
birahan deti duhaai
( jhoolana dala de
more saiyaan
ko bula de, o nanad ji
saawan ki rut aai ) -2
( bedardon se preet laga ke
main pachhataai
ho main pachhataai ) -2
( din ne chain ganvaaya
aankh ne nindiya ganvaayee, ha nindiya ganvaai
) -2
o are are nanadiya -2
ik baar unhen mila de bhala ho tera
nin-nit tumhen mile na doya
mera -2 ?
( jhoolana dala de
more saiyaan ko bula de, o nanad ji
saawan ki rut aai ) -2 |