| Lyrics: | Didi Tera Devar Deewana,
Hai Ram, Kudiyon Ko Daale Daana,
Dhandha Hai Yeh Uska Puraana,
Hai
Ram, Kudiyon Ko Daale Daana.
Main Boli Ke Laana Tu Imli Ka Daana,
Magar Woh Chuaare Le Aaya
Deewana,
Main Boli Ke Machle Hai Dil Mera Haaye,
Woh Kharbuja Laaya Jo Neembu Mangaaye,
Pagla Hai Koi Usko Bataana,
Hai Ram, Kudiyon Ko Daale Daana...
Main Boli Ke Laana Tu Mitti
Pahaadi,
Magar Woh Bataashe Le Aaya Anaadi,
Main Boli Thi La Do Mujhe Tu Khataayi,
Woh
Baazar Se Le Ke Aaya Mithaai,
Mushkil Hai Yoon Mujhko Phasaana,
Hai Ram, Kudiyon Ko Daale
Daana...
Bhabhi Teri Behna Ko Maana,
Hai Ram, Kudiyon Ka Hai Zamaana,
Rabba Mere Mujhko
Bachaana,
Hai Ram, Kudiyon Ka Hai Zamaana...
Hukum Aapka Tha Jo Maine Na Maana,
Khatavaar
Hoon Main Na Aaya Nibhaana,
Sazaa Jo Bhi Dogi Woh Manzoor Hogi,
Aji Meri Mushkil Tabhi Door
Hogi,
Bandaa Hai Yeh Khudse Begaana,
Hai Ram, Kudiyon Ka Hai Zamaana . |