Viewing Lyrics for Jab Apanaa Begaanaa Ho Jaaye:
| |
| Track: |
Jab Apanaa Begaanaa Ho Jaaye Play this Song |
|
| Album: | NAAGAN Tracks from this Album |
| Artist: | N/A |
| |
| Views: | 94 |
| |
| Lyrics: | Jab Apanaa Begaanaa Ho Jaaye
Tuut Dil Jaaye
Phir Nikale Haay-Haay
Ankhiyaan Nir Bahaayein
Jab
Apanaa Begaanaa Ho Jaaye
Tuut Dil Jaaye
[ Jab Apanaa Begaanaa Ho Jaaye Song ]
Har Roz
Musibat Aati Hai - 2
Ik Nayi Hi Aafat Laati Hai - 2
Gam Khaayein To Aakir Kab Tak
Kab Tak Thokar
Khaayein
Ankhiyaan Nir Bahaayein
Jab Apanaa Begaanaa Ho Jaaye
Tuut Dil Jaaye
Ham Jinake The
Jo Hamaare Hain - 2
Dukh-Dard Ke Wo Bhi Maare Hain - 2
Koyi Aisi Suurat Ban Jaaye
Ham Donon Hi
Mil Jaayein
Ankhiyaan Nir Bahaayein
Jab Apanaa Begaanaa Ho Jaaye
Tuut Dil Jaaye
[ Jab Apanaa
Begaanaa Ho Jaaye Song ] |
| |
|
Add to del.icio.us
Digg this
Reddit
|