| Lyrics: | (Jaadu Hai Tera Hi Jaadu, Jo Mere Dil Pe Chhane Laga) - 2
Deewaane Mere Yeh Toh Bata Kya Kiya Tune,
Mitha Sa Dard Hone Laga
(Yeh Kya Huwa, Pehle Na Aisa Hota Tha, Main Hoon Kahaan Main Jaanu Na) -
2
Koi Mujhe Itana Bata De, Ghar Ka Mere Mujhko Pata De
Jaadu Hai Tera Hi Jaadu, Jo Mere Dil Pe
Chhane Laga
Deewaane Mere Yeh Toh Bata Kya Kiya Tune, Mitha Sa Dard Hone Laga
(Yeh Kya Huwa, Pehle
Na Aisa Hota Tha Main Hoon Kahaan Main Jaanu Na) - 2
Koi Mujhe Itana Bata De, Ghar Ka Mere Mujhko
Pata De
[ Jaadu Hai Tera Song ]
Maine Toh Yeh Jaana Na, Hota Hai Kya Intzaar
Mera Dil Kyun
Maane Na, Mujhko Toh Ho Gaya Hai Pyaar
(Main Chain Se Pehle Raaton Ko Soti Thi, Tune Meri Nindein
Luti) - 2
Yeh Rog Kya Tune Lagaaya, Deewaanapan Kaisa Jagaaya
Jaadu Hai Tera Hi Jaadu, Jo Mere Dil
Pe Chhane Laga
O Jaana Meri Yeh Toh Bata Kya Kiya Tune, Mitha Sa Dard Hone Laga
(Yeh Kya Huwa,
Pehle Na Aisa Hota Tha, Main Hoon Kahaan Main Jaanu Na) - (2)
Koi Mujhe Itana Bata De, Ghar Ka Mere
Mujhko Pata De
Jaaneman O Jaaneja Kya Hai Iraada Bata
Chhune De In Honton Ko Honton Se Mere
Jara
(Kya Khoob Hai Main Bhi Kaisa Deewaana Tha, Kyun Ishq Se Anjaana Tha) - 2
Paagal Mujhe Tune
Banaaya, Chaahat Hai Kya Mujhko Bataaya
(Jaadu Hai Tera Hi Jaadu, Jo Mere Dil Pe Chhane Laga) -
2
Deewaane Mere Yeh Toh Bata Kya Kiya Tune, Mitha Sa Dard Hone Laga
(Yeh Kya Huwa, Pehle Na Aisa
Hota Tha, Main Hoon Kahaan Main Jaanu Na) - 2
Koi Mujhe Itana Bata De, Ghar Ka Mere Mujhko Pata
De
[ Jaadu Hai Tera Song ] |