Tum ko bhi hai khabar
Mujhko bhi hai pata
Ho raha hai judaa
Dono ka raasta
Dur jaake bhi mujhse
tum meri yaadon main rehna
Kabhi alvida na kehna
Kabhi alvida na kehna
Tum ko bhi hai
khabar
Mujhko bhi hai pata
Ho raha hai judaa
Dono ka raasta
Dur jaake bhi mujhse tum meri yaadon
main rehna
Kabhi alvida na kehna
Kabhi alvida na kehna
Jitni thi khushiyaa
Sab kho chuki
hai
Bas ek gham hai ki jaata nahi
Samjha ke dekha behla ke dekha
Dil hai ki chain isko aata
nahi
Aarzoo hai ki hai angarai
Aag hai kab aankhon se behna
Kabhi alvida na kehna
Kabhi alvida
na kehna
Rut aa rahi hai Rut jaa rahi hai
Dard ka mausam badla nahi
Rang yeh halka itna hai
gehra
Sadiyon main hoga halka nahi
Halka nahi
Kaun jaane kya hona hai
Hum ko hai ab kya kya
sehna
Kabhi alvida na kehna
Kabhi alvida na kehna
Tum ko bhi hai khabar
Mujhko bhi hai
pata
Ho raha hai judaa
Dono ka raasta
Dur jaake bhi mujhse tum meri yaadon main rehna
Kabhi
alvida na kehna
kabhi alvida na kehna
Posted By : Shre_dude