Lyrics Home
Hindi Songs
English Songs

  BROWSE ALBUMS:

ABCDE
FGHIJ
KLNMO
PQRST
UVWXY
Z

SEARCH LYRICS:

Find:

Viewing Lyrics for Ik Dil Kaa Lagaanaa Baaqi Thaa:

Track: Ik Dil Kaa Lagaanaa Baaqi Thaa
No album artwork found
Album:ANOKHA PYAR
Artist:N/A
 
Rating:not yet rated     
Views:44
 
Lyrics:ik dil kaa lagaanaa baaqi thaa so dil bhi lagaake dekh liyaa taqadir kaa ronaa kam na huaa
aaNsuu bhi bahaake dekh liyaa ik dil kaa lagaanaa (ik baar bhulaanaa chaahaa thaa sau baar
vo hamako yaad aayaa ) - 2 (ik bhuulanevaale ko hamane sau baar bhulaake dekh liyaa ) - 2 ik dil
kaa lagaanaa (ab tak to samajh men aa na sakaa is dil ki tamannaaen kyaa hain )-2 sau baar
(sau baar haNsaa ke dekh liyaa sau baar rulaa ke dekh liyaa ) - 2 ik dil kaa lagaanaa baaqi thaa
so dil bhi lagaake dekh liyaa ik dil kaa lagaanaa
 
 Add to del.icio.us    Digg this    Reddit


More ANOKHA PYAR Lyrics:

1.   Mere Phuulon Mein Chhipi Hai Javaani
2.   Yaad Rakhanaa Chaand Taaron
3.   Jeevan Sapna
4.   Ai Dil Merii Vafaa Mein Koi
5.   Ik Dil Kaa Lagaanaa Baaqi Thaa
6.   Mere Liye Vo Gam-e-intazaar Chhod Gaye
7.   Ab Yaad Na Kar
8.   Jivan Sapanaa Tuut Gayaa
9.   Bholaa Bhaalaa Rii Moraa Balamaa Na Jaane
10.   Ghadi Ghadi Puuchho Naa Ji