| Lyrics: | --MALE--
Hm, hum to dil chaahe tumhaara
Vaada hai vaada hamaara
Samjho nazar ka ishaara
Tum
hamein dil to do, phir dekho hota hai kya
--FEMALE--
(Sona sona, yeh na hona
Dil tera hamein na
maangda) - 2
--MALE--
Hum to dil chaahe tumhaara
Vaada hai vaada hamaara
--FEMALE--
Yun na
sharaarat karo
--MALE--
Chaahat se tum na darro
--FEMALE--
Jaao ji rehne bhi
do
--MALE--
Ae, kuch humko kehne bhi do
--FEMALE--
Chhod do, chhed na, aise sataao na
tum
--MALE--
Yun hamein ishq mein paagal banaao na tum
--FEMALE--
Lo ji hum chale chale,
aise na pado gale
--MALE--
Jaane jaan suno suno, de do mohabbat zara
--FEMALE--
Haai sona
sona, yeh na hona
Dil tera hamein na maangda
Sona sona, yeh na hona
Dil tera hamein na
maangda
--MALE--
Hey, hum to dil chaahe tumhaara
Vaada hai vaada
hamaara
--FEMALE--
Deewaanapan chhod do
--MALE--
Yeh rishta tum jod do
--FEMALE--
Jaane
do jaana hai ghar
--MALE--
Yun na churaao nazar
--FEMALE--
Ho, tum hamein chaahte kaise
bharosa kare
--MALE--
Pyaar mein hum kabhi aise na dhoka kare
--FEMALE--
Peechhe kyoon pade
ho tum, ziddi kyoon ade ho tum
--MALE--
Gussa hai bura sanam, lo aashiqui ka
maza
--FEMALE--
Haai sona sona, yeh na hona
Dil tera hamein na maangda
Sona sona, yeh na
hona
Dil tera hamein na maangda
--MALE--
Hey, hum to dil chaahe tumhaara
Vaada hai vaada
hamaara
Samjho nazar ka ishaara
Tum hamein dil to do, phir dekho hota hai kya
--FEMALE--
Haai
sona sona, yeh na hona
Dil tera hamein na maangda
(Sona sona, yeh na hona
Dil tera hamein na
maangda) - 2 |