Viewing Lyrics for Aaj Main Oopar:
| |
| Track: |
Aaj Main Oopar Play this Song |
|
| Album: | KHAAMOSHI Tracks from this Album |
| Artist: | N/A |
| |
| Views: | 305 |
| |
| Lyrics: | Aaj main oopar aasmaan neeche
Aaj main aage zamaana hai peechhe
Aaj main oopar aasmaan neeche
Aaj main aage zamaana hai peechhe
Tell me o khuda
Ab main kya karoon
Chaloon seedhi ki ulti
chaloon
Aaj main oopar aasmaan neeche
Aaj main aage zamaana hai peechhe
Tell me o khuda
Ab
main kya karoon
Chaloon seedhi ki ulti chaloon
Aaj main oopar aasmaan neeche
Yoonhi bin baat
ke chhalke jaaye hansi
Dole jab hawa laage gudugudi
Yoonhi bin baat ke chhalke jaaye hansi
Dole
jab hawa laage gudugudi
Sambhaloon gir padoon
Arre arre arre arre arre tauba kya karoon
Chaloon
seedhe ki ulti chaloon
Aaj main oopar aasmaan neeche
Aaj main aage zamaana hai peechhe
Aaj
main oopar aasmaan neeche
Aaj main aage zamaana hai peechhe
Tell me o khuda
Ab main kya
karoon
Sar ke bal ya kadam se chaloon
Aaj main oopar aasmaan neeche
Jhoome ja mauj mein rukna
na jaanejaan
Dekhoon ye tarang rukti hai kahaan
Jhoome ja mauj mein rukna na jaanejaan
Dekhoon ye
tarang rukti hai kahaan
Main bhi ter sang
In lehron pe chaloon
Sar ke bal ya kadam se
chaloon
Aaj main oopar aasmaan neeche
Aaj main aage zamaana hai peechhe
Aaj main oopar aasmaan
neeche
Aaj main aage zamaana hai peechhe
Tell me o khuda
Ab main kya karoon
Chaloon seedhi ki
ulti chaloon
lalalla... |
| |
|
Add to del.icio.us
Digg this
Reddit
|