Jaan-e-bahaar husn tera..
bemisaal hai
wallah kamaal hai
arre wallah kamaal hai
Aayi hai mere
paas tu
is aanbaan se
utri ho jaise koyi pari
aasmaan se
main kya kahun khushi se
ajab mera
haal hai
Jaan-e-Bahaar husn tera...
Haaye yeh teri mast
adaayen yeh baaqpan
Kirno ko bhi
main
choone na doonga tera badan
tujhse nazar milaaye
yeh kiski majaal hai
Jaan-e-Bahaar
husn..
Main khushnaseeb hoon
Ke tujhe maine paa liya
Tune karam kiya
Mujhe apna bana
liya
Aise mile hain hum
Ke bicchardhna muhaal hai
Jaan-e-bahaar husn tera
bemisaal hai....