| Lyrics: | Hamne jafa na seekhi, unko wafa na aayi
Patthar se dil lagaaya, aur dil ne chaunt khaayi
Apne hi
dil ke haathon, barbaad ho gaye ham
Kis-se karein shikaayat, ab kisko dein duhaai
Duniya banaane
waale, main tujhse poochhta hun
Kya pyaar ka jahaan mein, badla hai bewafaai |