|
|
Viewing Lyrics for Ham Na Rahenge Tum Na Rahoge, Ye Pyaar Hamaara Hamesha Rahega:
| |
| Track: |
Ham Na Rahenge Tum Na Rahoge, Ye Pyaar Hamaara Hamesha Rahega Play this Song |
|
| Album: | JAAN HAZIR HAI Tracks from this Album | | Artist: | N/A | | | | Views: | 294 | | | | Lyrics: | ham na rahenge tum na rahoge
ye pyaar hamaara hamesha rahega
pyaar ka aisa fasaana rachenge
ki
yaad hamaari zamaana karega
ham na rahenge
suuraj dharati chanda jaisa
apana naata hai sadiyon
puraana
chalate chalate chaahe ye ruka jaaye
phir bhi rahega ye rishta suhaana
aandhi ya
tuufaan
aandhi ya tuufaan chaahe jo bhi aae
kaaravaan hamaara to chalata rahega
janam maran ka
saath hamaara
har jivan ham mil ke rahenge
chamakegein kabhi ban ke sitaare
phuul ban ke kabhi
ham sab khilenge
samay ka saagar
samay ka saagar suukh bhi jaaye
prem ka kamal to khilata
rahega
ham na rahenge tum na rahoge | | | |
Add to del.icio.us
Digg this
Reddit
| |
More JAAN HAZIR HAI Lyrics:
|
|
|