|
|
Viewing Lyrics for Aaj Jaane Ki Zid Na Karo:
| |
| Track: |
Aaj Jaane Ki Zid Na Karo Play this Song |
|
| Album: | NON FILM Tracks from this Album | | Artist: | N/A | | | | Views: | 2243 | | | | Lyrics: | Aaj jaane ki zid na karo (3)
Yunhi pehloo mein baithe raho (2)
Aaj jaane ki zid na karo
Haay mar
jaayenge, hum to lut jaayenge
Aisi baatein kiya na karo
Aaj jaane ki zid na karo (2)
Haay mar
jaayenge, hum to lut jaayenge
Aisi baatein kiya na karo
Aaj jaane ki zid na karo
Tum hi socho
zara, kyun na roke tumhe
Jaan jaati hai jab uth ke jaate ho tum (2)
Tumko apni qasam
jaan-e-jaan
Baat itni meri maan lo
Aaj jaane ki zid na karo
Yunhi pehloo mein baithe raho
(2)
Aaj jaane ki zid na karo
Haay mar jaayenge, hum to lut jaayenge
Aisi baatein kiya na
karo
Aaj jaane ki zid na karo
Waqt ki qaid mein zindagi hai magar (2)
Chand ghadiyan yehi hain
jo aazad hain (2)
Inko khokar mere jaan-e-jaan
Umr bhar na taraste raho
Aaj jaane ki zid na
karo
Haay mar jaayenge, hum to lut jaayenge
Aisi baatein kiya na karo
Aaj jaane ki zid na
karo
Kitna maasoom rangeen hai yeh sama
Husn aur ishq ki aaj mein raaj hai (2)
Kal ki kisko
khabar jaan-e-jaan
Rok lo aaj ki raat ko
Aaj jaane ki zid na karo
Yunhi pehloo mein baithe raho
(2)
Aaj jaane ki zid na karo
Haay mar jaayenge, hum to lut jaayenge
Aisi baatein kiya na
karo
Aaj jaane ki zid na karo | | | |
Add to del.icio.us
Digg this
Reddit
| |
More NON FILM Lyrics:
|
|
|