Viewing Lyrics for Haan judaai se darta hai dil (male):
| |
| Track: |
Haan judaai se darta hai dil (male) Play this Song |
|
| Album: | KAREEB Tracks from this Album |
| Artist: | N/A |
| |
| Views: | 177 |
| |
| Lyrics: | Haan judaai se darta hai dil
Haan judaai se darta hai dil
Maut se to main darta nahin
Aur darta
to sun le sanam
Sun le sanam
Pyaar tujh se main karta nahin
Pyaar tujh se main karta
nahin
Haan judaai se darta hai dil
Haan judaai se darta hai dil
Main akela na reh
paoonga
Door tak raat hi raat hai
Zindagi ek alag cheez hai
Zinda rehna alag baat hai
Umr kaise
guzar paayegi
Umr kaise guzar paayegi
Ek pal jab guzarta nahin
Aur darta to sun le sanam
Sun le
sanam
Pyaar tujh se main karta nahin
Pyaar tujh se main karta nahin
Haan judaai se darta hai
dil
Haan judaai se darta hai dil
Gham ka mausam guzarta nahin
Zakhm yaadon ka bharta
nahin
Raat parbat hai katti nahin
Din hai dariya utarta nahin
Meri neendon mein aa jayegi
Dhoop
suraj ka khanjar liye
Todne mera dil aayega
Chaand haathon mein paththhar liye
Dil darata hai
mujh ko magar
Dil darata hai mujh ko magar
Main yakin dil pe karta nahin
Aur darta to sun le
sanam
Sun le sanam
Pyaar tujh se main karta nahin
Haan judaai se darta hai dil.. |
| |
|
Add to del.icio.us
Digg this
Reddit
|